Tun Tuna Tun Tun Lyrics - Amit Kumar

Tun Tuna Tun Tun lyrics, the song is sung by Amit Kumar from Baap Numbri Beta Dus Numbri (1990). Tun Tuna Tun Tun Masti soundtrack was composed by Nadeem Saifi, Shravan Rathod with lyrics written by Sameer.

Tun tuna tun tun tuna tun tana
Tun tuna tun tun tuna tun tana
Narangai mausammbi kuch bhi peela
Soda nahin to thoda pani peela
Narangai mausambi kuch bhi peela
Soda nahin to thoda pani peela
Yu hi ladkhadaye hosh mein na aaye
Hosh mein na aaye mujhe itni peela
Tun tuna tun tun tuna tun tana
Tun tuna tun tun tuna tun tana

Isko nasha hain amiri ka
Usko nasha hain garibi ka
Sara zamana sarabi hain
Pine mein phir kya khrabi hain
Yaha nahin ha ha waha nahinn
Yaha nahin waha nahinn
Pine wale kaha nahinn
Duniya sarabiiyo ka kafila
Narangai mausambi kuch bhi peela
Soda nahin to thoda pani peela

bharatlyrics.com

Tun tuna tun tun tuna tun tana
Tun tuna tun tun tuna tun tana
Hum to piyenge peelayenge
Khushiyo ka din hain manayenge
Nachenge jhumenge gayenge
Hum sare ghum bhul jayenge
Hum piye ha ha tum pee o
Hum piye tum pee o
Ye piye woh piye
Chalta rahe yuhi silsila
Narangai mausambi kuch bhi peela
Soda nahin to thoda pani peela
Yu hi ladkhadaye hosh mein na aaye
Hosh me na aaye mujhe itni peela
Tun tuna tun tun tuna tun tana
Tun tuna tun tun tuna tun tana.

Tun Tuna Tun Tun Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download