Unche Unche Mahlon Wale Lyrics - Mohammed Rafi

Unche Unche Mahlon Wale lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Jagir (1959). The music of Unche Unche Mahlon Wale Dance track is composed by Madan Mohan Kohli while the lyrics are penned by Raja Mehdi Ali Khan.

Unche unche mahalo
Wale ban baithe bagwan
Kabhi na socha
Kabhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan

Bhai bhai hai hum phir
Bhi kar nahi sakte pyar
Hum dono ke bich
Khadi hai daulat ki diwar
Aa nirdhan ko gale laga le
Haas kar o dhanwan
Kabhi na socha
Kabhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan
Unche unche mahalo
Wale ban baithe bagwan
Kabhi na socha
Kabhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan

bharatlyrics.com

Ek hi sager ek hi nayia
Ek hi khevan hara
Hum bhi musafir
Tum bhi musafir
Sab ka ek kinara ho o
Sab ka ek kinara
Do tinkae ek sath me
Ye nafrat ka tufan
Kabhi na socha
Kabhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan
Unche unche mahalo
Wale ban baithe bagwan
Kabhi na socha
Kabhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan

Ek kutiya kuch tute
Bartan ye jagir hamari
Unche mahalo valo is
Par bhi hai nazer tumahri
Ye jagir na tumka denge
De denge hum jaan
Kabhi na socha
Kabhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan
Unche unche mahalo
Wale ban baithe bagwan
Kabhi na socha
Kabhi na samjha
Hum bhi hai insaan
Hum bhi hai insaan.

Unche Unche Mahlon Wale Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download