Us Waqt Kya Kare Koi Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Us Waqt Kya Kare Koi Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Us Waqt Kya Kare Koi Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Us Waqt Kya Kare Koi lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Rang Mahal (1948). The music of Us Waqt Kya Kare Koi Playful track is composed by Vistas Ardeshir Balsara (V. Balsara) while the lyrics are penned by Shiv Kumar Saroj.

Us waqt kya kare koi
Us waqt kya kare
Jab husn o jawaani josh mein ho
Masti ki adaayen hosh mein ho
Jab husn o jawaani josh me ho
Masti ki adaaye hosh me ho
Dil aankho se kuchh kaha kare
Us waqt kya kare ae
Us waqt kya kare koi
Us waqt kya kare

bharatlyrics.com

Jab seene mein man chanchal ho
Jab armaanon mein halchal ho
Jab seene mein man chanchal ho
Jab armaanon mein halchal ho
Aankho mein koi kahaa kare
Us waqt kya kare
Us waqt kya kare koi
Us waqt kya kare

Chaand aur taaron ka mela aa ho
Chaand aur taaron ka mela ho
Aise mein koi akela ho
Aise mein koi akela ho
Jab madhur chaandni hansa kare
Us waqt kya kare ae
Us waqt kya kare koi
Us waqt kya kare

Jab dil mein koi tamanna ho
Jab dil mein koi tamanna ho
Aur dil ko uska pata na ho
Aur dil ko uska pata na ho
Jee aisa waisa hua kare
Us waqt kya kare
Us waqt kya kare koi
Us waqt kya kare

Jab husn o jawaani josh mein ho
Masti ki adaayen hosh mein ho
Jab husn o jawaani josh mein ho
Masti ki adaayen hosh mein ho
Dil aankho se kuchh kaha kare
Us waqt kya kare
Us waqt kya kare koi
Us waqt kya kare.

Us Waqt Kya Kare Koi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *