वास्ता Vaasta Lyrics - Samyak Prasana, Sireesha Bhagavatula

LYRICS OF VAASTA IN HINDI: वास्ता, the song is recorded by Samyak Prasana and Sireesha Bhagavatula from album Himesh Ke Dil Se. "Vaasta" is a Love song, composed by Himesh Reshammiya, with lyrics written by Himesh Reshammiya. The music video of the track features Samyak Prasana and Sireesha Bhagavatula.

Vaasta Lyrics

Lo keh diya humne aawam se
Tumpe dil aa hi gaya hai
To darna kya anjaam se

Tere liye chhoda ye zamana sara
Vaasta hai tujhse hi mera o yaara
Vaasta hai tujhse hi mera
Vaasta hai tujhse hi mera o yaara
Vaasta hai tujhse hi mera

Tere naam se hi main
Har jagah hua badnaam
Le raha hoon raat aur din
Main to bas tera hi naam

Tere liye chhoda ye zamana sara
Vaasta hai tujhse hi mera o yaara
Vaasta hai tujhse hi mera
Vaasta hai tujhse hi mera o yaara
Vaasta hai tujhse hi mera

Tu sukoon hai mera tu hi hai yaara
Aashiqui bandagi ishq ko salam

Tere liye choda zamana ye sara
Vaasta hai tujhse hi mera o yaara
Vaasta hai tujhse hi mera
Vaasta hai tujhse hi mera o yaara
Vaasta hai tujhse hi mera

Sar firi tu bhi hai
Sar fira main bhi hoon
Ho raha hai ye kya
Jaan-e-jaan jaane kyun

bharatlyrics.com

Tere bin dillagi
Tere bin aashiqui
Tere bin zindagi hai kya

Tu jo saath hai mere
Phir kya fikar mujhe
Tere bina jeena bewajah

Tere liye choda ye zamana saara
Vaasta hai tujhse hi mera o yaara
Vaasta hai tujhse hi mera
Vaasta hai tujhse hi mera o yaara
Vaasta hai tujhse hi mera

Besabar ho raha hai
Ye dil meri jaan
Dil ki deewaron pe
Bas tere hai nishan

Mere dil ki chaandani
Keh rahi hai bas yahi
Tu hai mera aasma sunehra

Taaron ke shehar mein ham
Baant lenge saare gam
Ishq apna bada hi gehara

Tere liye choda yeh zamana sar
Vaasta hai tujhse hi mera o yara
Vaasta hai tujhse hi mera
Vaasta hai tujhse hi mera o yara
Vaasta hai tujhse hi mera

Vaasta hai tujhse hi mera o yara
Vaasta hai tujhse hi mera.

Vaasta Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download