Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon Lyrics - Amit Kumar, Hemlata (Lata Bhatt), Johny Whisky

Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon Lyrics - Amit Kumar, Hemlata (Lata Bhatt), Johny Whisky

Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon Lyrics - Amit Kumar, Hemlata (Lata Bhatt), Johny Whisky

Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Hemlata (Lata Bhatt), Johny Whisky from Sachai Ki Taqat (1989). Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon Qawwali soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Jawani dhal gayi
Teri abhi tak nojawa main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon

Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Meri ja arsh par hai
Tu meri ja arsh par main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon

bharatlyrics.com

Safedi dekh balo ki
Ye jhuriya dekh galo ki
Safedi dekh balo ki
Ye jhuriya dekh galo ki
Umar teri hai pachpan ki
Dila mat yad bachpan ki
Umar teri hai pachpan ki
Dila mat yad bachpan ki
Dikhao kam tum apna
Dikhao kam tum apna
Batao naam tum apna
Batao naam tum apna
Mujhe sab mujhe sab mujhe sab
Nag kehte hai
Mujhe sab mujhe sab mujhe sab
Aag kehte hai
Magar ye aag thandi hai thandi hai
Ye chunri lal lal lal
Ye chunri lal jhandi hai
Ye chunri lal jhandi hai
Nahi mujhe khatra main
Khatre ka nisha hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Wahan tu hai yahan main hoon
Kahan tu hai kahan main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon

Suno sahib tumhi bole
Ye tala aap hi kholo
Ye tala aap hi kholo
Isi ke pas chabi hai
Magar ye to sharabi hai
Magar ye to sharabi hai
Abhi tak hosh mein hai ye
Magar josh mein hai ye
Magar josh mein hai ye
Hua kya mard bacha hai
Hua kya mard bacha hai
Hato chhodo hato
Chhodo hato chhodo
Hato chhodo ye chhakka hai
Hato chhodo ye chhakka hai
Haye haye hame kisne pukara hai
Ye saki to humara hai
Ye saki to humara hai
Ise tum sath le jao bhari barat le jao
Ise tum sath le jao bhari barat le aao
Isi ki aaj hai shadi
Ye shadi hai ke barbadi
Ye shadi hai ke barbadi
Banegi khub ye jodi

Agar ye hai magar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Udhar tu hai idhar main hoon
Kidhar tu hai kidhar main hoon
Ye mahua bada nigoda
Ke mere pichhe dauda
Pahle chuma chata
Mujhe phir isne kata
O meri jan bacho logo vaid bulao
Bada hai ye jahrila
Bichhu nila pila
Bichhu bichhu bichhu bichhu bichhu.

Wahan Tu Hai Yahan Main Hoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *