Waqt Aaya To Janeman Lyrics - Amit Kumar, Shailendra Singh

Waqt Aaya To Janeman lyrics, the song is sung by Amit Kumar, Shailendra Singh from Siyasat (1992). The music of Waqt Aaya To Janeman Masti track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Hasan Kamal.

Waqt aaya to janeman
Duniya ko dikha denge
Yari mein hum yaro
Par jan luta denge
Waqt aaya to janeman
Duniya ko dikha denge
Yari mein hum yaro
Par jan luta denge
Dosti hain zindagi
Zindagi hain dosti

Badle duniya
Sari badle lakh zamana
Tute na chute na
Ye apna yarana
Dukh sukh ke
Har mod pe hum
Yaro ko sada denge
Yari mein hum yaro
Par jan luta denge
Dosti hain zindagi
Zindagi hain dosti

bharatlyrics.com

Kya rokegi rashta
Ye duniya deewani
Jawan dil jawan
Hum jalti aag jawani
Raho mein deewar bhi ho
Thokar se uda denge
Yari mein hum yaro par
Jan luta denge
Dosti hai zindagi
Zindagi hai dosti

Sath bitaye din
Jo sath bitayi rate
Jeevan ki daulat hain
Un lamho ki yade
Tanhai ko apni in
Yado se saja denge
Are yari mein hum yaro
Par jan luta denge
Waqt aaya to janeman
Duniya ko dikha denge
Yari mein hum yaaro
Par jan luta denge
Dosti hai zindagi
Zindagi hain dosti
Waqt aaya to janeman
Duniya ko dikha denge
Yari mein hum yaro
Par jan luta denge
Dosti hai zindagi
Zindagi hain dosti.

Waqt Aaya To Janeman Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download