Waqt Ka Yeh Parinda Ruka Hai Lyrics - Jaswant Singh

Waqt Ka Yeh Parinda Ruka Hai lyrics, the song is sung by Jaswant Singh from M S M T Ghazal Special (1995). Waqt Ka Yeh Parinda Ruka Hai Ghazal soundtrack was composed by Nikhil, Vinay with lyrics written by .

Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Main thaa paagal jo usko bulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha

Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Main thaa paagal jo usko bulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan

Lautta tha main jab pathshal sa ghar
Apne hatho se khana khilati thi maan
Raat apni mamta ke aanchal tale
Thapki deke mujhko sulati maa
Soch ke dil mein ek tees uthati rahi
Raat bhar dard mujhko jagata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan

bharatlyrics.com

Sab ki aankhon mein aansu chhalk aaye the
Jab ravana huaa thaa seher ke liye
Kuch ne maangi duaaye ke main khush rahoon
Kuch ne mandir mein jaakar jhalaye deeye
Ek main banuga bada aadmi
Ye tashvoor unhe ghud ghudata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Waqt ka ye parinda ruka hain kahan

Maa ye likhati hain harbaar khat mein mujhe
Laut aa mere bete tujhe hain kasam
Tu gaya jabse pardesh bechain hoon
Neend aati nahi bhookh lagti hain kam
Kitana chaha na rou magar kyaa karoon
Khat meri maa ka mujhko rulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha

Waqt ka ye parinda ruka hain kahan
Main thaa paagal jo usko bulata raha
Chaar paise kamane main aaya seher
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha
Gaaon mera mujhe yaad aata raha.

Waqt Ka Yeh Parinda Ruka Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download