Wo Raatein Lyrics - Tulsi Kumar

Wo Raatein lyrics, the song is sung by Tulsi Kumar from Love Ho Jaaye (2009). The music of Wo Raatein Pop track is composed by Monty Sharma while the lyrics are penned by Sameer.

Come dance with me before you go

bharatlyrics.com

Woh raatein woh baatein
Woh raatein woh baatein mulaakaatein
Woh pyaar mujhe waapas kar do
Mera pyaar mujhe waapas kar do
Mujhe waapas kar do, kar do na
Mera pyaar, mera pyaar,
Mera pyaar, mera pyaar

Maine dekha tujhe,
Maine socha tujhe
Maine chaaha tujhe,
Maine maanga tujhe
Teri yaad mein khoyi rahi,
Jaagi nahi abb soyi nahi
Woh pyaar mujhe waapas kar do,
Mujhe waapas kar do
Kar do na, mera pyaar,
Mera pyaar, mera pyaar, mera pyaar

Maine ki jo khata maine paayi saja,
Tu dega daga na mujhe tha pata
Tere khaabon ki parchhayiya,
Mere saath hai tanhaayiya
Woh pyaar mujhe waapas kar do,
Mujhe waapas kar do
Woh pyaar, mera pyaar, mera pyaar,
Mera pyaar, mera pyaar….
Woh raatein woh baatein
Woh raatein woh baatein mulaakaatein
Woh pyaar mujhe waapas kar do
Mera pyaar mujhe waapas kar do
Mujhe waapas kar do, kar do na
Mera pyaar, mera pyaar,
Mera pyaar, mera pyaar.

Wo Raatein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download