Woh Khat Ke Purze Lyrics - Jagjit Singh

Woh Khat Ke Purze lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Marasim (1999). Woh Khat Ke Purze Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Woh khat ke purze uda raha tha
Woh khat ke purze uda raha tha
Hawaon ka rukh dikha raha tha
Woh khat ke purze uda raha tha

Kuch aur bhi ho gaya numaya
Kuch aur bhi ho gaya numaya
Main apna likha mita raha tha
Main apna likha mita raha tha
Hawaon ka rukh dikha raha tha
Woh khat ke purze uda raha tha

Ussi ka imaan badal gaya hai
Ussi ka imaan badal gaya hai
Kabhi jo mera khuda raha tha
Kabhi jo mera khuda raha tha
Hawaon ka rukh dikha raha tha
Woh khat ke purze uda raha tha

bharatlyrics.com

Woh ek din ek ajnabi ko
Woh ek din ek ajnabi ko
Meri kahani suna raha tha
Meri kahani suna raha tha
Hawaon ka rukh dikha raha tha
Woh khat ke purze uda raha tha

Woh umar kam kar raha tha meri
Woh umar kam kar raha tha meri
Main saal apne badha raha tha
Main saal apne badha raha tha
Hawaon ka rukh dikha raha tha
Woh khat ke purze uda raha tha
Hawaon ka rukh dikha raha tha.

Woh Khat Ke Purze Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Woh Khat Ke Purze is from the Marasim (1999).

The song Woh Khat Ke Purze was sung by Jagjit Singh.

The music for Woh Khat Ke Purze was composed by Jagjit Singh.

The lyrics for Woh Khat Ke Purze were written by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

The music director for Woh Khat Ke Purze is Jagjit Singh.

The song Woh Khat Ke Purze was released under the Sony Music.

The genre of the song Woh Khat Ke Purze is Ghazal.