Woh Nazar Leke Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Woh Nazar Leke lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Suraag (1982). The music of Woh Nazar Leke Qawwali track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Kaifi Azmi.

Wo najar leke
Wo najar leke rahi dil tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil tana na haiya hu
Lut gaye lut gaye lut gaye hum sare mahfil
Tana na haiya hu
Lut gaye lut gaye lut gaye hum sare mahfil
Tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu

Hai yahi
Hai yahi to mere kaltil tana na haiya hu
Hai yahi to mere kaltil tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil ka tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil ka tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu

Kikliye tej hawawo me jalaya hai charag
Kabhi paoge na tum khoye hue dil ka surag
Uska pana to hai muskil muskil
Uska pana to hai muskil tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil tana na haiya hu

Aapke dil me najar aate hai yu bhi dag
Aise dagi ka bhala payenge kya ap surag
Wo na tha wo na tha wo na tha pyar ke kabil
Tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu

Unko dekho koi or unki adaye dekho
Ek jara sar ko jhukaye dekho
Bijliya yu na wo has has ke giraye dekho
Unpe kurban hai mahfil
Unpe kurban hai mahfil
Wo najar leke rahi dil tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil tana na haiya hu

bharatlyrics.com

Mere dildar ho tum meri ja pyar ho tum
Mai hu chanda ki kiran
Nayi talwar ho tum
Kabhi behosh ho tum kabhi hosiyar h otum
Milti hai mujhko saja or gunehgar ho tum
Bikne aaye dekho yaha kaise kharidar ho tum
Bikne aaye dekho yaha kaise kharidar ho tum

Kabhi ikrar ho tum kabh inkar ho tum
Kabhi asan ho tum kabhi duswa ho tum
Dil ka bachna to hai muskil
Dil ka bachna to hai muskil
Wo najar leke rahi dil ka tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil ka tana na haiya hu

In nigaho ki kasam gori baho ki kasam
Mahke balo ki kasam chahke galo ki kasam
Bikhare kesu ki kasam jage jadu ki kasam
Mast khusbu ki kasam uthate pallu ki kasam

De bhi do husn ki khaiart hame
Banke aaye hai hum sahil
Banke aaye hai hum sahil tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu

Juthi bato ki kasam teri ghato ki kasam
Muskurane ki kasam dil lubhane ki kasam
Pyase tan man ki kasam dil ki dhadkan ki kasam
Teri subah ki kasam teri shamo ki kasam
Hai gunehgar ter adil tanana haiya hu

Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu
Tham ke baithe re jo dil tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil ka tana na haiya hu
Wo najar leke rahi dil ka tana na haiya hu
Tana na haiya hu tana na haiya hu
Tana na haiya hu tana na haiya hu
Tana na haiya hu tana na haiya hu
Tana na haiya hu tana na haiya hu
Tana na haiya hu tana na haiya hu.

Woh Nazar Leke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download