Woh Zamana Bhi Lyrics - Dinesh Arjuna

Woh Zamana Bhi Lyrics - Dinesh Arjuna

Woh Zamana Bhi lyrics, the song is sung by Dinesh Arjuna from Aap Ki Khatir (2013). The music of Woh Zamana Bhi Ghazal track is composed by Dinesh Arjuna while the lyrics are penned by Daur Saifee.

Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Jab tera dil mera
Thikana tha
Jab tera dil mera
Thikana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha

Woh mere ghar
Ka raasta bhule
Woh mere ghar
Ka raasta bhule
Roj hi jin ka aana
Jaana tha
Roj hi jin ka aana
Jaana tha
Jab tera dil mera
Thikana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha

bharatlyrics.com

Thokare kha raha
Hum manzil par
Thokare kha raha
Hum manzil par
Jhoothi kasame to
Yun na khana tha
Jhoothi kasame to
Yun na khana tha
Jab tera dil
Mera thikana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha

Humsafar jab huye
The raahon mein
Humsafar jab huye
The raahon mein
Saath kuchh door
Tak nibhana tha
Saath kuchh door
Tak nibhana tha
Jab tera dil
Mera thikana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha
Woh zamana bhi
Kya zamana tha.

Woh Zamana Bhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *