Ya Allah Yeh Mohabbat Lyrics - Kavita Krishnamurthy

Ya Allah Yeh Mohabbat lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy from Qatl (1986). Ya Allah Yeh Mohabbat Dance soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Rajendra Krishan.

Ya allah yeh mohabbat dard hain kya
Ya allah nahin jane is ki koi deva
Ya allah haye is ki tadap ka maja
Nasha hi nasha
Nasha hi nasha

Ya allah yeh mohabbat dard hain kya
Ya allah nahin jane is ki koi deva
Ya allah haye is ki tadap ka maja
Nasha hi nasha
Nasha hi nasha
Aaha aaha aaha

Ya allah yeh mohabbat dard hain kya
Jo jisne choat na khayi ho
Kabhi na aankh ladai ho
Kabhi na jis ki baho mein
Koi balkha ke aayi ho
Vo jiya bhi to
Jiya bhi to jiya bhi to
Jiya bhi to

Kya kya kya kya kya
Ya allah yeh dil bhi cheez hain kya
Ya allah nahin jane koi is ki deva
Ya allah haye is ki tadap ka maja
Nasha hi nasha
Nasha hi nasha
Aah aah aah aah

Ya allah yeh mohabbat dard hain kya
Yeh pyar tahkhana hain
Jaha sahil bhi diwana hain
Yeh udher nazer bhi na dale
Jiska khali pemana hain
Ek patra bhi to diya
Bhi to diya bhi to
Kya kya kya kya kya

Ya allah yeh sitam hain
Taram hain ya kya
Ya allah nahin jane
Koi is ki deva
Ya allah haye is ki
Tadap ka maja
Nasha hi nasha
Nasha hi nasha
Aah aah aah aah

bharatlyrics.com

Ya allah yeh mohabbat dard hain kya
Ya allah na jane is ki koi deva
Ya allah haye is ki
Tadap ka maja
Nasha hi nasha
Nasha hi nasha
Aaha aaha aaha

Ya allah yeh mohabbat dard hain kya
Aaha aaha aaha.

Ya Allah Yeh Mohabbat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download