Ya Khuda Lyrics - Zubeen Garg

Ya Khuda lyrics, the song is sung by Zubeen Garg from Teri Aankhen (2011). Ya Khuda Sad soundtrack was composed by Raaj Aashoo with lyrics written by Murli Agarwal.

Kyun dard kisi ko de jaate hain log
Pal mein saari khushiyan
Le jaate hain log
Kyun palke milate pal mein hi
Bechhadte hain log
Jab yaad kisi ki aati hain
Fariyaad kisi ki sunaati hain
Bin gunaah ki zindagi
Saza ban jaati hain

bharatlyrics.com

Ya khuda tu batta
Ruthe dilo ki koi dawa
Ya khuda tu batta
Ruthe dilo ki koi dawa

Manzar saare sukhein hain
Waade saare jhoothe hain
Aankhon se barese aansu
Suna ye jahan

Manzar saare sukhein hain
Waade saare jhoothe hain
Aankhon se barese aansu
Suna ye jahan
Mere dard ki dede koi dawa
Kab tak rahoon mein
Apne dil se juda

Ya khuda tu batta
Ruthe dilo ki koi dawa
Ya khuda tu batta
Ruthe dilo ki koi dawa

Baadat ko saawan tarse
Intezaar mein neina tadpe
Aaja re aajao aajao aajao
Aajao bairi piyaa

Baadat ko saawan tarse
Intezaar mein neina tadpe
Aaja re aajao aajao aajao
Aajao bairi piyaa
Kare na koi preet
Kyaa aisi bani hain reet re
Yaadon mein hi reh jaayega
Umeedon ka jahaan

Ya khuda tu batta
Ruthe dilo ki koi dawa
Ya khuda tu batta
Ruthe dilo ki koi dawa

Ya khuda tu batta
Ruthe dilo ki koi dawa
Ya khuda tu batta
Ruthe dilo ki koi dawa

Ya khuda tu batta
Ruthe dilo ki koi dawa
Ya khuda tu batta
Ruthe dilo ki koi dawa.

Ya Khuda Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download