Yaad Rakhna Sanam Lyrics - Mubarak Begum

Yaad Rakhna Sanam lyrics, the song is sung by Mubarak Begum from Daku Mansoor (1961). Yaad Rakhna Sanam Happy soundtrack was composed by Krishna Kamal with lyrics written by Pandit Gaafil.

Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta
Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta
Sun rahi hai zamee
Sun raha aasma
Sun rahi hai zamee
Sun raha aasma
Pyar ki dasta
Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta

O chand taro ki mehfil
Mein tune kaha
Jare jare ne ulfat ka
Nagma suna
Bhul jana ise ab na
Aye meri jaan
Bhul jana ise ab na
Aye meri jaan
Pyar ki dasta
Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta

Ho yaad rakhna sanam
Pyar ki baat ko
Aaj ki raat ko
Ho zindagi ki haseen is
Mulakat ko
Dekh kar khil utha hai
Jise gulsita
Dekh kar khil utha hai
Jise gulsita
Pyar ki dasta
Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta

bharatlyrics.com

Ho jab tlak chand suraj
Sitare rahe
Ho tum humare raho
Hum tumhare rahe
Ho jaha mein mohabbat
Ka ucha nisha
Ho jaha mein mohabbat
Ka ucha nisha
Pyar ki dasta
Aji aji yaad rakhna sanam
Pyar ki dasta.

Yaad Rakhna Sanam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download