Yaar Mil Jaaye Mujhe Lyrics - Anuradha Paudwal

Yaar Mil Jaaye Mujhe Lyrics - Anuradha Paudwal

Yaar Mil Jaaye Mujhe lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Main Tera Aashiq (1994). Yaar Mil Jaaye Mujhe Love, Sad soundtrack was composed by Nikhil, Vinay with lyrics written by Deepak Sneh.

Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile
Pyaar mein jaan chali jaaye
Pyaar mein jaan chali jaaye
Judaai na mile

Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile
Pyaar mein jaan chali jaaye
Pyaar mein jaan chali jaaye
Judaai na mile
Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile

bharatlyrics.com

Main apne daaman mein
Pyaar ki aag chhupaun
Yaar ko aanch na aaye
Main chahein jal jaaun

Main apne daaman mein
Pyaar ki aag chhupaun
Yaar ko aanch na aaye
Main chahein jal jaaun
Uski dhoon mein baithi
Har pal main ye sochu
Lage huye hai pehre ud ke kaise pohchu
Uski yaadon se mujhko rihaai na mile
Pyaar mein jaan chali jaaye
Pyaar mein jaan chali jaaye
Judaai na mile
Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile

Soch liya hai maine
Yaar bina nahin rehna
Pyaar hai mera ibadat
Aur nahin kuchh kehna
Soch liya hai maine
Yaar bina nahin rehna
Pyaar hai mera ibadat
Aur nahin kuchh kehna
Raha hai mera waada
Khali maine kasmein
Uski ho jaaungi
Todke saari rashmein
Pyaar ka dard mile
Gham ki sahaai na mile
Pyaar mein jaan chali jaaye
Pyaar mein jaan chali jaaye
Judaai na mile
Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile
Yaar mil jaaye mujhe
Rab ki khudaai na mile.

Yaar Mil Jaaye Mujhe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply