Yaaro Hum Ko Dekh Lyrics - Mohammed Aziz, Shailendra Singh, Suresh Wadkar

Yaaro Hum Ko Dekh lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz, Shailendra Singh, Suresh Wadkar from Dosti Dushmani (1986). The music of Yaaro Hum Ko Dekh Happy track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Yaaro humko dekhke kahe
Ye duniya saari
Yaaro humko dekhke kahe
Ye duniya saari
Yaari ho to aisi ho
Yaari ho to aisi ho
Yaari ho to aisi ho
Jaisi apni yaari
Yaaro humko dekhke kahe
Ye duniya saari
Yaaro humko dekhke kahe
Ye duniya saari
Yaari ho to aisi ho
Yaari ho to aisi ho
Yaari ho to aisi ho
Jaisi apni yaari
Yaaro humko dekhke kahe
Ye duniya saari

Kon kisi ke liye bhala
Marne ko taiyar hain
Kon kisi ke liye bhala
Marne ko taiyar hain
Duniya mein har ek ko
Apni jan se pyar se
Duniya mein har ek ko
Apni jan se pyar se
Humko apni dosti
Humko apni dosti
Ha ha humko apni dosti
Apni jan se pyaari
Yaaro humko dekhke
Kahe ye duniya saari
Yaari ho to aisi ho
Jaisi apni yaari

bharatlyrics.com

Kahi kahin par phool
Khilte hain naseeb se
Kahi kahin par phool
Khilte hain naseeb se
Is duniya mein dost to
Milte hain naseeb se
Is duniya mein dost to
Milte hai naseeb se
Kitni achhi dosto
Kitni achhi dosto
Kitni achhi dosto hain
Takdir hamari
Yaaro humko dekhke
Kahe ye duniya saari
Yaari ho to aisi ho
Yaari ho to aisi ho
Yaari ho to aisi ho
Jaisi apni yaari
Yaaro humko dekhke
Kahe ye duniya saari

Govinda govinda govinda
Govinda govinda govinda
Govinda govinda govinda
Govinda govinda
Govinda govinda
Govinda govinda
Govinda govinda
Govinda govinda govinda
Govinda govinda govinda

Bansi baji jamuna par
Sare gwale hain taiyar
Bansi baji jamuna par
Sare gwale hain taiyar
Gokul asthmai ka tyohar
Aao aaj manaye yar
Gokul asthmai ka tyohar
Aao aaj manaye yar
He gali gali mein macha shor
Aaye aaye makhan chor
He gali gali mein macha shor
Aaye aaye makhan chor
Ye matki hum todenge
Makhan kha ke chhodenge
Ye matki hum todenge
Makhan kha ke chhodenge
Aaj ke din hum dekhenge
Banke krishan murari
Govinda govinda govinda
Govinda govinda govinda
Govinda govinda govinda
Ek ek do teen char sambhal ke
Hoye hoye hoye hoye hoye
Govinda govinda govinda
Govinda govinda govinda
Govinda govinda govinda.

Yaaro Hum Ko Dekh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download