Yadein Lyrics - Krishnakumar Kunnath (K.K)

Yadein lyrics, the song is sung by Krishnakumar Kunnath (K.K) from Fox (2009). The music of Yadein Party track is composed by Monty Sharma while the lyrics are penned by Sandeep Nath.

Yaadein.. Jaaye kahaan yeh raasta

bharatlyrics.com

Lamahon ka yuun aana,
Yaadon mein reh jaana
Kuchh kehana phir bhi na keh paana
Lamahon ka yuun aana,
Yaadon mein reh jaana
Kuchh kehana phir bhi na keh paana
Jina mushkil hai yuun
Jina jina mushkil hai yuun
Jinajaaye kahaan yeh raasta
Jaaye kahaan yeh raasta

Kal tak tha main toh anjaana,
Khudako hi maine na pehchaana
Kal tak tha main toh anjaana,
Khudako hi maine na pehchaana
Meri zjindagi meri zjindagi hai
Do jakhm maine yeh jaana
Meri zjindagi meri zjindagi hai
Do jakhm maine yeh jaana
Jina mushkil hai yuun jina,
Jina mushkil hai yuun jina
Jaaye kahaan yeh raasta,
Jaaye kahaan yeh raasta
Oh ho….oh hooh ho

Ek pla mein aisa ho jaaye
Zjindagi meri badal jaaaye
Ek pla mein aisa ho jaaye
Zjindagi meri badal jaaaye
Meri ummid meri ummid,
Kaash puri ho jaaye
Meri ummid meri ummid,
Kaash puri ho jaaye
Jina mushkil hai yuun jina,
Jina mushkil hai yuun jina,
Jaaye kahaan yeh raasta,
Jaaye kahaan yeh raasta.
Oh ho….oh ho….oh ho….

Yadein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download