Yahan Devta Kaun Hai Lyrics - Mohammed Aziz

Yahan Devta Kaun Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz from Kanwarlal (1988). Yahan Devta Kaun Hai Sad soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Yaha devat kon hai kon yaha shaita
Devta aur shaitan ka sangam
Hota hai har insaan
Devta aur shaitan ka sangam
Hota hai har insaan
Yaha devat kon hai kon yaha shaita
Devta aur shaitan ka sangam
Hota hai har insaan
Hota hai har insaan
Devta aur shaitan ka sangam
Hota hai har insaan

Koi kisi bhi disha me rahe
Suraj to purab se niklega
Insani phitrat bhi atal hai
Kon hai jo ise badlega
Koi kisi bhi disha me rahe
Suraj to purab se niklega
Insani phitrat bhi atal hai
Kon hai jo ise badlega
Kise bhala kise bura kahoge
Bhala bura har insaan
Yaha devat kon hai kon yaha shaita
Devta aur shaitan ka sangam
Hota hai har insaan
Hota hai har insaan
Devta aur shaitan hota hai har insaan

bharatlyrics.com

Jisme jitni achhayi hoti
Hai utni burayi
Pap aur punay milakar hi
Duniya kudrat ne banayi
Jisme jitni achhayi hoti
Hai utni burayi
Pap aur punay milakar hi
Duniya kudrat ne banayi
Mera zamir hai meri adalat
Pehchane har insan
Yaha devat kon hai kon yaha shaita
Devta aur shaitan ka sangam
Hota hai har insaan
Hota hai har insaan
Devta aur shaitan hota hai har insaan.

Yahan Devta Kaun Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download