Yahi To Din Hai Baharo Ke Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Yahi To Din Hai Baharo Ke lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Main Bhi Ladki Hoon (1964). The music of Yahi To Din Hai Baharo Ke Masti track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to yahi to din hai
Yahi to din hai baharo ke

bharatlyrics.com

Jawani isko kahte hai
Ye befikri ka mausam hai
Jawani isko kahte hai
Ye befikri ka mausam hai
Ye hai jinda dilo ka saz
Diwano ki sargum hai
Na samjhao diwano ko
Diwano ka ye kahna hai
Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to yahi to din hai
Yahi to din hai baharo ke

Jawa rate umango ki
Hasi din hai murado ke
Jawa rate umango ki
Hasi din hai murado ke
Dilo me roz lagte
Hai naye mele irado ke
Irade to irade hai
Irado ka ye kahna hai
Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to din hai baharo ke

Kaha fir ye mulakate
Kaha ye wadiya hongi
Kaha fir ye mulakate
Kaha ye wadiya hongi
Ye sahjade kahi honge
Kahi sahjadiya hongi
Chalo chedo tarano ko
Tarano ka ye kahna hai
Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to yahi to din hai
Yahi to din hai baharo ke.

Yahi To Din Hai Baharo Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *