Yahin Wafa Ka Sila Hain To lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Aabshar-E-Ghazal (1985). The music of Yahin Wafa Ka Sila Hain To Ghazal track is composed by Hariharan while the lyrics are penned by Mumtaz Rashid.
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin

Yeh dard tune diya hain toh koi baat nahin

Yahin wafa ka sila hain
Kise majaal kahe koyi mujhko deewaana
Kise majaal kahe koyi mujhko deewaana
Agar yeh tumne kaha hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain
bharatlyrics.com
Yahi bahut hain ki tum dekhte ho saahil se

Safina dub raha hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain
Jo aanewaala hain kal usako kisne dekha hain

Wo hamase aaj juda hain toh koyi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin
Yeh dard tune diya hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain toh koi baat nahin
Yahin wafa ka sila hain.