Ye Husn Mera Lyrics - Asha Bhosle

Ye Husn Mera lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Bahurani (1963). Ye Husn Mera Qawwali soundtrack was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) with lyrics written by Sahir Ludhianvi.

Ye husn mera ye ishk tera
Rangin to hai badnam sahi
Rangin to hai badnam sahi
Rangin to hai badnam sahi
Ye husn mera ye ishk tera
Ye husn mera ye ishk tera
Rangin to hai badnam sahi

bharatlyrics.com

Mujh par to kayi ilzam lage
Tujh par koi ilzam sahi
Tujh par koi ilzam sahi
Tujh par koi ilzam sahi
Mujh par to kayi ilzam lage
Mujh par to kayi ilzam lage
Tujh par koi ilzam sahi
Tujh par koi ilzam sahi
Ye husn mera ye ishk tera
Rangin to hai badnam sahi
Rangin to hai badnam sahi

Is rat ki nikhri rangat ko
Kuch or nikhar jane de jara
Kuch or nikhar jane de jara
Najro ko bahak jane de
Julfo ko bikhar jane de jara
Julfo ko bikhar jane de jara
Julfo ko bikhar jane de jara
Julfo ko bikhar jane de jara
Kuch der ki hi taskin sahi
Kuch der ki hi taskin sahi
Kuch der ka hi aaram sahi
Kuch der ka hi aaram sahi
Kuch der ka hi aaram sahi
Ye husn mera ye ishk tera
Rangin to hai badnam sahi
Rangin to hai badnam sahi

Jajbat ke kaliya chunna hai
Or pyar ka tohfa dena hai
Logo ki nigahe kuch bhi kahe
Logo se hame kya lena hai
Jajbat ke kaliya chunna hai
Or pyar ka tohfa dena hai
Or pyar ka tohfa dena hai
Or pyar ka tohfa dena hai
Logo ki nigahe kuch bhi kahe
Logo se hame kya lena hai
Logo se hame kya lena hai
Logo se hame kya lena hai
Logo se hame kya lena hai
Ye khas taluk aapas ka
Ye khas taluk aapas ka
Dunia ki najar me aam sahi
Dunia ki najar me aam sahi
Ye husn mera ye ishk tera
Rangin to hai badnam sahi
Rangin to hai badnam sahi

Ruswai ke dar se ghabrakar
Hum darke wafa kab karte ho
Jis dil ko basa le pahlu me
Us dil ko juda kab karte hai
Ruswai ke dar se ghabrakar
Hum darke wafa kab karte ho
Hum darke wafa kab karte ho
Hum darke wafa kab karte ho
Jis dil ko basa le pahlu me
Us dil ko juda kab karte hai
Us dil ko juda kab karte hai
Us dil ko juda kab karte hai
Us dil ko juda kab karte hai
Jo hashar hua hai lakho ka
Jo hashar hua hai lakho ka
Apna bhi wahi anzam sahi
Apna bhi wahi anzam sahi
Apna bhi wahi anzam sahi
Ye husn mera ye ishk tera
Rangin to hai badnam sahi
Rangin to hai badnam sahi
Ye husn mera ye ishk tera
Rangin to hai badnam sahi
Rangin to hai badnam sahi.

Ye Husn Mera Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *