Ye Peene Wale Bahut Hi Lyrics - Jagjit Singh

Ye Peene Wale Bahut Hi lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Visions (1992). The music of Ye Peene Wale Bahut Hi Ghazal track is composed by Jagjit Singh while the lyrics are penned by .

Ye peene wale bahut hi ajib hote hai
Ye peene wale bahut hi ajib hote hai
Jahan se door ye khud ke karib hote hai
Ye peene wale bahut hi ajib hote hai

bharatlyrics.com

Kisi ko pyar mile aur kisi ko ruswayi
Kisi ko pyar mile aur kisi ko ruswayi
Mohabbato ke safar bhi ajib hote hai
Ye peene wale bahut hi ajib hote hai

Mila kisi ko hai kya sochiye amiri se
Mila kisi ko hai kya sochiye amiri se
Dilo ke shah to aksar garib hote hai
Ye peene wale bahut hi ajib hote hai

Yahan ke logo ki hai khasiyat ye sabse badi
Yahan ke logo ki hai khasiyat ye sabse badi
Habib lagte hai lekin raqib hote hai
Ye peene wale bahut hi ajib hote hai.

Ye Peene Wale Bahut Hi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download