LYRICS OF YEH DUNIYA HAI AANI JAANI: The song "Yeh Duniya Hai Aani Jaani" is sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi from Jairaj, Nadira, Bhagwan and Sulochana starrer film Pyaara Dushman (1955), directed by Master Bhagwan. YEH DUNIYA HAI AANI JAANI is a Philosophical song, composed by Nisar Bazmi, with lyrics written by Saba Afghani.
Yeh Duniya Hai Aani Jaani Lyrics
Yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani
Yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani
Kal na jane kya ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
O yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani
Raat albeli din hai suhana
Gati hai mauje tarana
Aise mein do jahan
Hamse karib hai
Ham badal de jamana
Ham badal de jamana
Gham na jane ka ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
O yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani
Ham kya jano pyar ki bate
Sikho kisi se kami ko
Ulfat hai chees kya
Tumko tamij kya
Tum to thahre lutere
Tum to thahre lutere
Kal na jane kya ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
O yeh duniya hai aani jaani
Duniya hai aani jaani
Pyar ki tum hi jogan
Karogi badi maharbani
Hatho mein hath ho
Dil dil ke paas ho
Kya ho jindgani
Kya ho jindgani
Kal na jane kya ho
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo
Khalo pilo mauj uda lo
Dilwalo matwalo.