Yeh Fasale lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Mammo (1994). The music of Yeh Fasale Sad track is composed by Vanraj Bhatia while the lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).
English
Ye faasale teri galiyo ke hamase tay na hue
Hazaar baar ruke ham hazaar baar chale
Hazaar baar ruke ham hazaar baar chale
Na jaane kaun si matti watan ki matti thi
Na jaane kaun si matti watan ki matti thi
Nazar mein dhul jigar mein liye gubaar chale
Hazaar baar ruke ham hazaar baar chale
Hazaar baar ruke ham hazaar baar chale
bharatlyrics.com
Ye kaisi sarahade ulajhi hui hai pairo mein
Ye kaisi sarahade ulajhi hui hai pairo mein
Ham apane ghar ki taraf uth ke baar baar chale
Hazaar baar ruke ham hazaar baar chale
Hazaar baar ruke ham hazaar baar chale.