Yeh Zameen Lyrics - Lucky Ali

Yeh Zameen lyrics, the song is sung by Lucky Ali from Sunoh (1996). The music of Yeh Zameen Masti track is composed by Lucky Ali while the lyrics are penned by Syed Aslam.

Yeh jawani jawani us pe aayi pareshaani
Apni mat mari mat mari
Har taraf na aamdani
Yeh zameen hai aasman hai
Aur beech mein hain hum
Mare mare hai re hai re
Mare mare hai re hai

Na jaano kya maano
Kis kis ko pehchano
Yeh bhi jaanu woh bhi jaanu
Ab mein na kisi ko manu
Yeh zameen hai aasman hai
Aur beech mein hain hum
Mare mare hai re hai re
Mare mare hai re hai

bharatlyrics.com

Bhatak rahe hain ke manzil hai kahin
Dhoond rahe hain ek nayi zindagi
Sab ko mile sab mile aur ho na kamee
Yeh beqaraari qaraari yeh beqaraari
Yeh tanhayi hai aayee
Us pe aayee yeh judai
Yeh zameen hai aasman hai
Aur beech mein hain hum
Mare mare hai re hai re
Mare mare hai re hai

Kis se mile hum koi apna nahin
Hain fariyaadein to kya kare koi
Ab seh seh kar gham piye jaate hain
Yeh zamaana zamaana na pehchana
Ab kya jatana pachtana
Sab ko hai bhool jaana
Yeh zameen hai aasman hai
Aur beech mein hain hum
Mare mare hai re hai re
Mare mare hai re hai.

Yeh Zameen Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download