Yeh Zindagi Lyrics - Lucky Ali, Sunidhi Chauhan

Yeh Zindagi lyrics, the song is sung by Lucky Ali, Sunidhi Chauhan from Kasak (2005). Yeh Zindagi Love, Romantic soundtrack was composed by M. M. Keeravani with lyrics written by Sameer.

Yeh zindagi berang
Thi tumne sajaya ise
Dekhe hasi khwabo ke
Pal rangin banaya ise
Aake tumhari baahon mein
Mujhe lagta hain duniya mil gayi
Yeh zindagi berang
Thi tumne sajaya ise
Dekhe hasi khwabo ke
Pal rangin banaya ise

Tum rubru baithi raho
Main tumko dekha karu
Tanhai mein tumse sanam
Main dil ki baatein kahu
Madhosh hain madhoshiya
Kehti hain ab khamoshiya
Na gumsum raho tum
Yeh khushnuma mehka sama
Tumne dikhaya ise
Dekhe hasi khwabo ke pal
Rangin banaya ise

bharatlyrics.com

Tum jo miley lamhe khile
Jeene ka matlab mila
Chalta rahe saari umar
Ye dilnashin silsila
Hmm in surmai zulfo tale
So jaao tum lagke gale
Bhula ke jaha ko hotee hain kya
Darde sada tumne banaya ise
Dekhe hasi khwabo ke pal
Rangin banaya ise
Aake tumhari baahon mein
Mujhe lagta hain duniya mil gayi.

Yeh Zindagi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download