Yun Husn Ka Jalwa Lyrics - Asha Bhosle

Yun Husn Ka Jalwa lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Maha Badmaash (1977). Yun Husn Ka Jalwa Romantic soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Noor Dewasi.

Yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta
Yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta
Aise na machal deewane sambhal
Dil dungi tujhe main aaj nahi
Aaj nahi kal
Jaldi me koi kaam kaam nahi ho sakta
Yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta

bharatlyrics.com

Do hi din hue hai hame
Milke abhi milke abhi
Mange hai anmol chize
Tu to sabhi raja chize sabhi
Chehre ka namak mathe ki chamak
Baho ki lachak sanso ki mahak
Kuch bhi to tere naam naam nahi ho sakta
Yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta

Julfo me jahrili nag simte hue
Nag simte hue
Aankho se palko ke
Kate lipte hue, kate lipte hue
Cheda jo agar rakhna ye khabar
Nas nas me kar dega asar
Aankho ka piye jam jam nahi ho sakta
Yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta
Aise na machal diwane sambhal
Dil dungi tujhe main aaj nahi
Aaj nahi kal
Jaldi mein koi kaam kam nahi ho sakta
Yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta.

Yun Husn Ka Jalwa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download