ज़ालिम आदतें Zaalim Aadatein Lyrics - Goldie Sohel

ZAALIM AADATEIN LYRICS: The song is sung by Goldie Sohel and released by Saregama Music label. ZAALIM AADATEIN is a Playful song, composed by Goldie Sohel, with lyrics written by Rakesh Kumar (Kumaar).

Zaalim Aadatein Lyrics

Tujhse nain milake hum na
Rahein kam ke
Jo bhi tha sab vaar diya
Ik tere naam pe

Hoooo o oooo

Tujhse nain milake hum na
Rahein kam ke
Jo bhi tha sab vaar diya
Ik tere naam pe

Badi zaalim teri aadatein
Padhi mehengi teri chaahatein
Tu na jaane pagal tere
Baad ho gaye

bharatlyrics.com

Hum tere piche jaana
Barbaad ho gaye
Hum qaid mein rahein
Aur tum aazad ho gaye

Koi aur baat nahi
Bas ek gham hai
Jo poori na hui
Woh tum fariyaad ho gaye

Hum tere piche jaana
Barbaad ho gaye
Hum qaid mein rahein
Aur tum aazad ho gaye

Meri aankhon ko
Rone se fursaat nahi
Aur aankhein teri kahin
Aur lag gayi

Taaro se manga maine
Jaag jaag ke
Aur taqdeer teri kahi
Aur jaag gayi

Laga chehra yeh masoom bada
Phir baad mein yeh maloom pada
Tum toh bewafai ke ustaad ho gaye

Hum tere piche jaana
Barbaad ho gaye
Hum qaid mein rahein
Aur tum aazad ho gaye

Koi aur baat nahi
Bas ek gham hai
Jo poori na hui
Woh tum fariyaad ho gaye

Hum tere piche jaana
Barbaad ho gaye
Hum qaid mein rahein
Aur tum aazad ho gaye

Tere ishq ne sannu mareyan
Asi jeetna si par hare‘aan
Main jaan gaya tarqeeb tu kardi
Hain soude bazi

Tere ishq ne sannu mareyan
Asi jeetna si par hare‘aan
Main jaan gaya tarqeeb tu kardi
Hain soude bazi

Tu dil di waparan nikli
Aashiqa nu maaran nikli
Tu dil di waparan nikli
Aashiqa nu maaran nikli

Tu lakhan nu doboya
Na kise nu tareyaa
Tu lakhan nu doboya
Na kise nu tareyaa
Hum tere piche jaana

ज़ालिम आदतें Zaalim Aadatein Lyrics in Hindi

तुझसे नैन मिलके हम ना
रहें कम के
जो भी था सब वार दिया
इक तेरे नाम पे

हूऊ ओ ऊऊ

तुझसे नैन मिलके हम ना
रहें कम के
जो भी था सब वार दिया
इक तेरे नाम पे

भारतलिरिक्स.कॉम

बड़ी ज़ालिम तेरी आदतें
पढ़ी मेहँगी तेरी चाहतें
तू न जाने पागल तेरे
बाद हो गये

हम तेरे पीछे जाना
बर्बाद हो गये
हम क़ैद में रहें
और तुम आज़ाद हो गये

कोई और बात नही
बस एक ग़म है
जो पूरी न हुई
वो तुम फ़रियाद हो गये

हम तेरे पीछे जाना
बर्बाद हो गये
हम क़ैद में रहें
और तुम आज़ाद हो गये

मेरी आँखों को
रोने से फुर्सत नही
और आँखें तेरी कहीँ
और लग गयी

तारों से माँगा मैने
जाग जाग के
और तक़दीर तेरी कही
और जाग गयी

लगा चेहरा ये मासूम बड़ा
फिर बाद में ये मालूम पड़ा
तुम तो बेवफाई के उस्ताद हो गये

हम तेरे पीछे जाना
बर्बाद हो गये
हम क़ैद में रहें
और तुम आज़ाद हो गये

कोई और बात नही
बस एक ग़म है
जो पूरी न हुई
वो तुम फ़रियाद हो गये

हम तेरे पीछे जाना
बर्बाद हो गये
हम क़ैद में रहें
और तुम आज़ाद हो गये

तेरे इश्क़ ने सन्नू मरेयाँ
असी जीतना सी पर हरेयाँ
मैन जान गया तरक़ीब तू करदी
हैन सौदे बाज़ी

तेरे इश्क़ ने सन्नू मरेयाँ
असी जीतना सी पर हरेयाँ
मैन जान गया तरक़ीब तू करदी
हैन सौदे बाज़ी

तू दिल दी वापरण निकली
आशिका नू मारण निकली
तू दिल दी वापरण निकली
आशिका नू मारण निकली

तू लखण नू डोबोया
ना किसे नू तरेया
तू लखण नू डोबोया
ना किसे नू तरेया
हुम तेरे पिछे जाना

Zaalim Aadatein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Zaalim Aadatein is from the Saregama Music.

The song Zaalim Aadatein was sung by Goldie Sohel.

The music for Zaalim Aadatein was composed by Goldie Sohel.

The lyrics for Zaalim Aadatein were written by Rakesh Kumar (Kumaar).

The music director for Zaalim Aadatein is Goldie Sohel.

The song Zaalim Aadatein was released under the Saregama Music.

The genre of the song Zaalim Aadatein is Playful.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *