Zakhm Jo Aap Ki Lyrics - Chitra Singh (Chitra Dutta), Jagjit Singh

Zakhm Jo Aap Ki lyrics, the song is sung by Chitra Singh (Chitra Dutta), Jagjit Singh from Tum Laut Aao (2001). Zakhm Jo Aap Ki Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by .

Zakhm jo aap ki inaayat hai
Zakhm jo aap ki inaayat hai
Iss nishani ko naam kya de hum
Pyaar deewar banke reh gaya hai
Iss kahani ko naam kya de hum

Aap ilzaam dhar gaye hum par
Ek ehsaan kar gaye hum par
Aap ilzaam dhar gaye hum par
Ek ehsaan kar gaye hum par
Aapki ye bhi meherbaani hai
Meherbaani ko naam kyaa de hum
Pyaar deewar banke reh gaya hai
Iss kahani ko naam kya de hum

bharatlyrics.com

Aapko yun bhi zindagi samja
Dhoop ko humne chandani samja
Aapko yun bhi zindagi samja
Dhoop ko humne chandani samja
Bhul hi bhul jiski aadat hai
Iss jawaani ko naam kya de hum
Pyaar deewar banke reh gaya hai
Iss kahani ko naam kya de hum

Raat sapna bahaar ka dekha
Din huaa to gubaar sa dekha
Raat sapna bahaar ka dekha
Din huaa to gubaar sa dekha
Bewafa waqt bejubaan nikla
Bejubaani ko naam kya de hum
Pyaar deewar banke reh gaya hai
Iss kahani ko naam kya de hum.

Zakhm Jo Aap Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download