Zamane Se Nirala Hai Lyrics - Lata Mangeshkar

Zamane Se Nirala Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Pehli Jhalak (1955). The music of Zamane Se Nirala Hai Happy track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana
Bulati hai shama ye kyu
Nahi aata hai parwana
Nahi aata hai parwana

Ye kaisa pyar hai kaisi
Mohabbat kaisi chahat hai
Ye kaisa pyar hai kaisi
Mohabbat kaisi chahat hai
Suraahein kaisi aati hai
Suraahein kaisi aati hai
Ke cha jata hai paymana
Ke cha jata hai paymana
Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana

Kisi din wo bhi dekhenge
Asar darde mohabbat ka
Kisi din wo bhi dekhenge
Asar darde mohabbat ka
Rahenge kab talak wo
Apne deewane se begana
Rahenge kab talak wo
Apne deewane se begana
Apne deewane se begana
Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana

bharatlyrics.com

Zara dekho zara samjho
Ishare dil ki dhadkan ke
Zara dekho zara samjho
Ishare dil ki dhadkan ke
Ye armano bhar dil hai
Ye armano bhar dil hai
Suhana hai ke deewana
Suhana hai ke deewana
Zamane se nirala hai
Meri ulfat ka afsana
Meri ulfat ka afsana.

Zamane Se Nirala Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download