Zara Si Baat Pyaar Ki Lyrics - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Zara Si Baat Pyaar Ki lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur from Salaam Memsaab (1961). The music of Zara Si Baat Pyaar Ki Romantic track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Asad Bhopali.

Zara si baat pyaar ki
Zubaan se nikal gayi
Huzur kyaa khataa hui
Nigaah kyun badal gayi
Zara si baat pyaar ki
Zubaan se nikal gayi
Huzur kyaa khataa hui
Nigaah kyun badal gayi

bharatlyrics.com

Zara idhar to dekhiye
Nigaah to milaiye
Zara idhar to dekhiye
Nigaah to milaiye
Ki narm hoth is tarah na
Daanto mein dabaiye
Ye gussa dekh kar yaha
To jaan hi nikal gayi
Huzur kyaa khataa hui
Nigaah kyun badal gayi
Huzur kyaa khataa hui
Nigaah kyun badal gayi
Zara si baat pyaar ki
Zubaan se nikal gayi
Huzur kyaa khataa hui
Nigaah kyun badal gayi
Huzur kyaa khataa hui
Nigaah kyun badal gayi

Zafaae chhod di jiye
Sitam se baaz aayie
Zafaae chhod di jiye
Sitam se baaz aayie
Hamaara dil hai aapka
Hame na aajmaiye
Ye aap kya chale yaha
Churi si dil pe chal gai
Huzur kyaa khataa hui
Nigaah kyun badal gayi
Zara si baat pyaar ki
Zubaan se nikal gayi
Huzur kyaa khataa hui
Nigaah kyun badal gayi
Huzur kyaa khataa hui
Nigaah kyun badal gayi

Zara sharif ladkiyo
Se baat karanaa sikhiye
Zara sharif ladkiyo
Se baat karanaa sikhiye
Phir usake baad aaine
Mein apani shaql dekhiye
Hamaare mahamaan the
To baat aake tal gayi
Nahi to log puchhate ke
Shaql kyun baadal gayi
Nahi to log puchhate ke
Shaql kyun baadal gayi
Zara si baat pyaar ki
Zubaan se nikal gayi
Huzur kyaa khataa hui
Nigaah kyun badal gayi
Huzur kyaa khataa hui
Nigaah kyun badal gayi.

Zara Si Baat Pyaar Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download