ज़िन्दगी हम तेरी हद Zindagi Hum Teri Had Lyrics - Mubarak Begum

Zindagi Hum Teri Had lyrics, the song is sung by Mubarak Begum from Sister (1982). Zindagi Hum Teri Had Playful soundtrack was composed by J.P. Kaushik with lyrics written by Suraj Bhardwaj .

Zindagi Hum Teri Had Lyrics

Zindagi hum teri had
Se guzar gaye hote
Zindagi hum teri had
Se guzar gaye hote
Dil jo patthar ka na hota
Toh mar gaye hote
Dil jo patthar ka na hota
Toh mar gaye hote
Dil jo patthar ka na hota

Dekh leti teri duniya
Kisi kamzor mujh par
Dekh leti teri duniya
Kiss kamjor mujh par
Maut ki aankh mein bhi
Ashq bhar gaye hote
Maut ki aankh mein bhi
Ashq bhar gaye hote
Dil jo patthar ka na hota

Dil meraa jaltaa rahaa
Aah tak na ki varna aa aa
Dil meraa jaltaa rahaa
Aah tak na ki varna
Barf ke dil mein yeh
Sholay utar gaye hote
Barf ke dil mein yeh
Sholay utar gaye hote
Dil jo patthar ka na hota

bharatlyrics.com

Tutkar aise na saawan
Ki ghataaye roti
Tutkar aise na saawan
Ki ghataaye roti
Meri palkon pe jo
Aansu thehar gaye hote
Meri palkon pe jo
Aansu thehar gaye hote
Dil jo patthar ka na hota
Toh mar gaye hote
Dil jo patthar ka na hota.

ज़िन्दगी हम तेरी हद Lyrics in Hindi

ज़िन्दगी हम तेरी हद
से गुज़र गए होते
ज़िन्दगी हम तेरी हद
से गुज़र गए होते
दिल जो पत्थर का न होता
तोह मर गए होते
दिल जो पत्थर का न होता
तोह मर गए होते
दिल जो पत्थर का न होता

देख लेती तेरी दुनिया
किसी कमज़ोर मुझ पर
देख लेती तेरी दुनिया
किश कमजोर मुझ पर
मौत की आँख में भी
अश्क़ भर गए होते
मौत की आँख में भी
अश्क़ भर गए होते
दिल जो पत्थर का न होता

दिल मेरा जलता रहा
आह तक न की वार्ना आ ा
दिल मेरा जलता रहा
आह तक न की वार्ना
बर्फ के दिल में यह
शोले उतर गए होते
बर्फ के दिल में यह
शोले उतर गए होते
दिल जो पत्थर का न होता

भारतलिरिक्स.कॉम

टूटकर ऐसे न सावन
की घटाये रोटी
टूटकर ऐसे न सावन
की घटाये रोटी
मेरी पलकों पे जो
आंसू ठहर गए होते
मेरी पलकों पे जो
आंसू ठहर गए होते
दिल जो पत्थर का न होता
तोह मर गए होते
दिल जो पत्थर का न होता.

Zindagi Hum Teri Had Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download