Zindagi Jhoomkar Lyrics - Rahat Nusrat Fateh Ali Khan

Zindagi Jhoomkar lyrics, the song is sung by Rahat Nusrat Fateh Ali Khan from Aur Pyaar Ho Gaya (1997). Zindagi Jhoomkar Qawwali soundtrack was composed by Nusrat Fateh Ali Khan with lyrics written by Javed Akhtar.

Aa…

Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai

bharatlyrics.com

Khwaab aankhon mein lekar deewaane chale
Kya hai deewangi ye dikhaane chale
Khwaab aankhon mein lekar deewane chale
Kya hai deewangi ye dikhaane chale
Hosh khone chale jaan ganwaane chale
Ishq ki jaan ki baazi lagaane ko hai

Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai

Ab nigahein mili aur pyaar ho gaya
Bus nigahein mili aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya
Aur pyaar ho gaya.

Zindagi Jhoomkar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download