Zindagi Ka Na Yun Gila Karna Lyrics - Sadhana Sargam

Zindagi Ka Na Yun Gila Karna lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam from Open Heart: Dil Ki Baat (2015). The music of Zindagi Ka Na Yun Gila Karna Ghazal track is composed by Dinesh Arjuna while the lyrics are penned by Dilip Pandharpatte (Rind).

In siyaah gali o mein saath saath aata hai
Kaun hai jo raahon mein batiyan jalata hai
Rind ki adao ki sirf rind hi samjhe
Rind ki adao ki sirf rind hi samjhe
Jab ghamo ki baat chale sirf muskurata hai

bharatlyrics.com

Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna
Dard jaage toh has diya karna
Dard jaage toh has diya karna
Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna

Pyaar gairon se tum karo lekin
Pyaar gairon se tum karo lekin
Pyaar gairon se tum karo lekin
Pyaar gairon se tum karo lekin
Baat hum se bhi kuchh kiya karna
Baat hum se bhi kuchh kiya karna
Dard jaage toh has diya karna
Dard jaage toh has diya karna
Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna

Manzile zindagi mile na mile
Manzile zindagi mile na mile
Manzile zindagi mile na mile
Manzile zindagi mile na mile
Dosti raah se kiya karna
Dosti raah se kiya karna
Dard jaage toh has diya karna
Dard jaage toh has diya karna
Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna

Aadatan woh sitam hai dhaayega
Aadatan woh sitam hai dhaayega
Aadatan woh sitam hai dhaayega
Aadatan woh sitam hai dhaayega
Aadatan tum bhi seh liya karna
Aadatan tum bhi seh liya karna
Dard jaage toh has diya karna
Dard jaage toh has diya karna
Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna

Jab sharaabi bhi bekhumaar lage
Jab sharaabi bhi bekhumaar lage
Jab sharaabi bhi bekhumaar lage
Jab sharaabi bhi bekhumaar lage
Rind ke sher kuch padha karna
Rind ke sher kuch padha karna
Dard jaage toh has diya karna
Dard jaage toh has diya karna
Zindagi ka na yun gila karna
Zindagi ka na yun gila karna.

Zindagi Ka Na Yun Gila Karna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download