Zulf Mahakengi Gardish Mein Lyrics - Asha Bhosle, Usha Mangeshkar

Zulf Mahakengi Gardish Mein lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Usha Mangeshkar from Yari Dushmani (1980). Zulf Mahakengi Gardish Mein Dance soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Rajendra Krishan.

Zulf mahkegi gardish mein jam aayega
Zulf mahkegi gardish mein jam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Zulf mahkegi
Zulf mahkegi gardish mein jam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega

bharatlyrics.com

Rat aayi hai yu jagmagayi hui
Julf chandan ke ras mein nahai hui
Rat aayi hai yu jagmagayi hui
Dekhna ban ke kate chubhe na kahi
Wo kali jo ke hai chot khai hui
Ik naye rang mein
Ik naye rang mein intkam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Zulf mahkegi

Subah aaye na aaye hamein gum nahi
Rat bhar ki ye fursat koi kam nahi
Subah aaye na aaye hamein gum nahi
Jo andhere luta kar ujala kare
Roshni se ye kahdo ke bag hum nahi
Mit gaye to
Mit gaye to shahido mein nam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega
Aaj mujhko baharo ka salam aayega.

Zulf Mahakengi Gardish Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download