Aa Bhi Jao Ke Zindagi Kam Hai Lyrics - Chandan Dass

Aa Bhi Jao Ke Zindagi Kam Hai lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Life Story (2003). The music of Aa Bhi Jao Ke Zindagi Kam Hai Ghazal track is composed by Chandan Dass while the lyrics are penned by Yamini Dass.

Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai

Waada karke ye kaun aaya nahi
Waada karke ye kaun aaya nahi
Waada karke ye kaun aaya nahi
Sheher mein aaj roshani kam hain
Sheher mein aaj roshani kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai

Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko
Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko
Jaane kyaa ho gaya hain mausam ko
Dhoop jyaada hain chaandani kam hain
Dhoop jyaada hain chaandani kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai

Aaina dekh kar khayaal aaya
Aaina dekh kar khayaal aaya
Aaina dekh kar khayaal aaya
Aaj kal unki dosti kam hain
Aaj kal unki dosti kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai

bharatlyrics.com

Tere dam se hi main mukamall hoon
Tere dam se hi main mukamall hoon
Tere dam se hi main mukamall hoon
Bin tere teri yaamini kam hain
Bin tere teri yaamini kam hain
Tum nahi ho to har khushi kam hain
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Aa bhi jao ke zindagi kam hai
Zindagi kam hai, zindagi kam hai.

Aa Bhi Jao Ke Zindagi Kam Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download