Paas Rah Kar Lyrics - Chandan Dass

Paas Rah Kar lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Life Story (2003). The music of Paas Rah Kar Ghazal track is composed by Chandan Dass while the lyrics are penned by Dr. Bashir Badr.

Paas rah kar juda si lagti hai
Paas rah kar juda si lagti hai
Zindagi mein wafa si lagti hai
Paas rah kar juda si lagti hai
Paas rah kar juda si lagti hai

Main tumhare bageir bhi jee loon
Main tumhare bageir bhi jee loon
Ye duaa bad-duaa si lagti hai
Ye duaa bad-duaa si lagti hai
Zindagi mein wafa si lagti hai
Paas rah kar juda si lagti hai
Zindagi mein wafa si lagti hai
Paas rah kar juda si lagti hai

Naam uska likha hai aankhon mein
Naam uska likha hai aankhon mein
Aansu o ki khata si lagti hai
Aansu o ki khata si lagti hai
Zindagi mein wafa si lagti hai
Paas rah kar juda si lagti hai
Zindagi mein wafa si lagti hai
Paas rah kar juda si lagti hai

Woh abhi iss taraf se ghujra hai
Woh abhi iss taraf se ghujra hai
Ye zameen aasmaan si lagti hai
Ye zameen aasmaan si lagti hai
Zindagi mein wafa si lagti hai
Paas rah kar juda si lagti hai
Zindagi mein wafa si lagti hai
Paas rah kar juda si lagti hai

bharatlyrics.com

Pyaar karna bhi jhurm hain shayad
Pyaar karna bhi jhurm hain shayad
Aaj duniya khafa si lagti hain
Aaj duniya khafa si lagti hain
Zindagi mein wafa si lagti hai
Paas rah kar juda si lagti hai
Zindagi mein wafa si lagti hai
Paas rah kar juda si lagti hai.

Paas Rah Kar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download