Aa Zara Aaj To Muskura Le Lyrics - Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Aa Zara Aaj To Muskura Le lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Bhai Bahen (1969). Aa Zara Aaj To Muskura Le Dance, Party soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Aa zara aaj to
Aa zara aaj to muskura le
Ye hansi ye khushi do ghadi hai
Jaaneman bas yahi zindagi hai ha

Aaj to haale dil par koi
Pyar ki raagini chhed de
Ye hawa ye sama kal yaha
Jaaneman phir mile na mile ha
Aa zara aaj to
Aa zara aaj to muskura le
Ye hansi ye khushi do ghadi hai
Jaaneman bas yahi zindagi hai ha

bharatlyrics.com

Bekhudi mein jo ho wo khata
Aaj sab ke liye maaf hai
Gham nahi hai kisi baat ka
Dil agar aapka saaf hai
Aa zara aaj to
Aa zara aaj to muskura le
Ye hansi ye khushi do ghadi hai
Jaaneman bas yahi zindagi hai ha

Le utha haath me jaam le
Jaam aa dhoke hai thaam le
Aur pee aur pee dilruba
Hosh ka aaj mat naam le
Aa zara aaj to
Aa zara aaj to muskura le
Ye hansi ye khushi do ghadi hai
Jaaneman bas yahi zindagi hai ha.

Aa Zara Aaj To Muskura Le Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download