Chand Nikla Bhi Nahi Aur Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Chand Nikla Bhi Nahi Aur lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Bhai Bahen (1969). Chand Nikla Bhi Nahi Aur Romantic soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Rajendra Krishan.

Chand nikla bhi nahi
Aur chandani hai samane
Chand nikla bhi nahi
Aur chandani hai samane
Mai gira mai gira haye
Koi aaye mujhko thamne
Chand nikla bhi nahi
Aur chandani hai samane

Aaj yaha kal jaane kaha
Chand bada harjaayi
Fir bhi pagale panchi ne
Chand se preet lagayi hai
Haye chand se preet lagayi hai
Chand nikla bhi nahi
Aur chandani hai samane
Mai gira mai gira haye
Koi aaye mujhko thamne
Chand nikla bhi nahi
Aur chandani hai samane

Tum jo bano ek samma
Mai parvana ban jaau
Ek ishara tum kar do
Mai diwana ban jaau
Mai diwana ban jaau
Chand nikla bhi nahi
Aur chandani hai samane
Mai gira mai gira haye
Koi aaye mujhko thamne
Chand nikla bhi nahi
Aur chandani hai samane

Bahalao yu na sanam
Pyar ki juthi kasamo se
Hum anjane log sahi
Vakif hai in rasamo se
Haye vaakif hai in rasamo se
Chand nikla bhi nahi
Aur chandani hai samane
Mai gira mai gira haye
Koi aaye mujhko thamne
Chand nikla bhi nahi
Aur chandani hai samane

bharatlyrics.com

Mai gira mai gira haye
Koi aaye mujhko thamne
Chand nikla bhi nahi
Aur chandani hai samane.

Chand Nikla Bhi Nahi Aur Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download