Aagre Se Ghaaghro Mangaa De Lyrics - Asha Bhosle

Aagre Se Ghaaghro Mangaa De lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Chor Machaye Shor (1974). Aagre Se Ghaaghro Mangaa De Item Numbers soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Ravindra Jain.

Aagre se ghaaghro mangaa re rasiyaa
Ke main to melaa dekhane jaaungi
Aagre se ghaaghro mangaa re rasiyaa
Ke main to melaa dekhane jaaungi
Mela dekhne jaaungi
Re main to mela dekhane jaaungi
Mela dekhne jaaungi
Main to mela dekhane jaaungi
Aagre se ghaaghro mangaa re rasiyaa
Ke main to melaa dekhane jaaungi

bharatlyrics.com

Ghaaghre ke oopar sainyya
Taj ki tasweer ho
Ghaaghre ke oopar sainyya
Taj ki tasweer ho
Kinaare kinaare bahta jamuna ji ka neer ho
Jamuna ji me naiyya ho
Ho o
Jamuna ji me naiyya ho
Aur tujh jaisa khiwaiyya ho
Mangaa de rasiyaa
Ke main to mera dekhne jaaungi
Aagre se ghaaghro mangaa re rasiyaa
Ke main to melaa dekhane jaaungi

Champa jaaye chameli jaaye
Main kaise rah jaaungi
Champa jaaye chameli jaaye
Main kaise rah jaaungi
Ke paas jalebi baith baith ke khaaungi
Main to dekhoon mela
Main to dekhoon mela
Main to dekhoon mela
Duniya dekhe mero ghaaghro
Mangaa de rasiyaa
Ke main to mela dekhne jaaungi
Aagre se ghaaghro mangaa re rasiyaa
Ke main to melaa dekhane jaaungi
Mela dekhan jaaungi
Re main to mela dekhne jaaungi
Mela dekhan jaaungi
Main to mela dekhne jaaungi
Aagre se ghaaghro mangaa re rasiyaa
Ke main to melaa dekhane jaaungi.

Aagre Se Ghaaghro Mangaa De Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download