Aaine Ke Saamne Lyrics - Pankaj Udhas

Aaine Ke Saamne lyrics, the song is sung by Pankaj Udhas from Geetnuma (2006). The music of Aaine Ke Saamne Ghazal track is composed by Pankaj Udhas while the lyrics are penned by .

Aaine ke saamne
Aaine ke saamne
Iss taraha se jaaya na karo
Aaine ke saamne
Iss taraha se jaaya na karo
Kuchh aaine bhi
Jyaadar huaa karte hain
Woh agar seene se lipta lenge
To phir phir kyaa hoga
Aaine ke saamne
Iss taraha se jaaya na karo

Husn daulat hain
Usse sabko dikhaya na karo
Husn daulat hain
Usse sabko dikhaya na karo
Baag mein ghoom ne
Tum shaam ko jaaya na karo
Dekho phoolo mein bhi
Kuchh tor huaa karte hain
Ran woh gaalon ka chura lenge
To phir phir kyaa hoga
Aaine ke saamne
Iss taraha se jaaya na karo

bharatlyrics.com

Ban sanwar ke kabhi
Bazaar mein jaaya na karo
Ban sanwar ke kabhi
Bazaar mein jaaya na karo
Saath chalte huye
Tum haath chhudaya na karo
Tum pe sab logo ki nazarein hain
To hain tumhein kyaa maalum
Bheed mein woh tum ko
Chhupalenge to phir
Phir kyaa hoga
Aaine ke saamne
Iss taraha se jaaya na karo

Koi mehfil ho mere saath tum aaya na karo
Koi mehfil ho mere saath tum aaya na karo
Dosto se mere tum hath milaya na karo
Dosto mein kahin saayar huaa karte hain
Tumko woh shero mein saja lenge to phir
Phir kyaa hoga
Aaine ke saamne
Iss taraha se jaaya na karo
Kuchh aaine bhi
Jyaadar huaa karte hain
Woh agar seene se lipta lenge
To phir phir kyaa hoga
Aaine ke saamne
Iss taraha se jaaya na karo.

Aaine Ke Saamne Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download