Aaj Maine Sun Liya Lyrics - Sam Sahotra

Aaj Maine Sun Liya lyrics, the song is sung by Sam Sahotra from Bin Tere Jeena Kya (2014). Aaj Maine Sun Liya Romantic soundtrack was composed by Saji, Sam Sahotra with lyrics written by Saji, Sam Sahotra.

Sun liya us baat ko
Aaj maine sun liya
Sun liya us baat ko
Aaj maine sun liya
Lamho mein an khahin
Hothon pe aagayi
Pyar tum se kar liya
Sun liya us baat ko
Aaj maine sun liya
Sun liya us baat ko
Aaj maine sun liya

bharatlyrics.com

Udne laga hoon
Main aasmaan pe
Udne laga hoon
Main aasmaan pe
Lafzon mein jab se huaa hai
Woh iqraar tera sanam
Udne laga hoon
Main aasmaan pe
Udne laga hoon
Main aasmaan pe
Lafzon mein jab se huaa hai
Woh iqraar tera sanam
Sochun tujhe har ek pal
Apna mujhe yun kar diya
Sun liya us baat ko
Aaj maine sun liya
Lamho mein an khahin
Hothon pe aagayi
Pyar tum se kar liya
Sun liya us baat ko
Ho aaj maine sun liya

Yun ghungunaye behki hawaye
Yun ghungunaye behki hawaye
Jaise ki isne chhuan hain
Woh madhosh chehra tera
Yun ghungunaye behki hawaye
Yun ghungunaye behki hawaye
Jaise ki isne chhuan hain
Woh madhosh chehra tera
Kaliyaan lagi hain jhoomne
Khushiyon ne yeh dil bhar diya
Sun liya us baat ko
Aaj maine sun liya
Lamho mein an khahin
Hothon pe aagayi
Pyar tum se kar liya
Sun liya us baat ko
Aaj maine sun liya
Sun liya sun liya sun liya.

Aaj Maine Sun Liya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aaj Maine Sun Liya is from the Bin Tere Jeena Kya (2014).

The song Aaj Maine Sun Liya was sung by Sam Sahotra.

The music for Aaj Maine Sun Liya was composed by Saji, Sam Sahotra.

The lyrics for Aaj Maine Sun Liya were written by Saji, Sam Sahotra.

The music director for Aaj Maine Sun Liya is Saji, Sam Sahotra.

The song Aaj Maine Sun Liya was released under the Yellow & Red Music.

The genre of the song Aaj Maine Sun Liya is Romantic.