Aaj Ruthe Huye Sajan Ko Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Aaj Ruthe Huye Sajan Ko lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Naghma-E-Dil (1991). The music of Aaj Ruthe Huye Sajan Ko Ghazal track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by .

Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Apne ujade huye gulshan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya

Jab kabhi gardishe takadir ne ghera hai hame
Jab kabhi gardishe takadir ne ghera hai hame
Gesue yaar ki ulajhan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya

bharatlyrics.com

Jiske mathe pe nayi subaho ka jhummar hoga
Jiske mathe pe nayi subaho ka jhummar hoga
Hamne us waqt ki dulhan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya

Aaj tute huye sapno ki bahut yaad aayi
Aaj tute huye sapno ki bahut yaad aayi
Aaj bite huye sawan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya

Ham sare tur bhi mayuse tajalli hi rahe
Ham sare tur bhi mayuse tajalli hi rahe
Us dare yaar ki chilaman ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Apne ujade huye gulshan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya
Aaj ruthe huye sajan ko bahut yaad kiya.

Aaj Ruthe Huye Sajan Ko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download