Charagar Haar Gaya Ho Jaise Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Charagar Haar Gaya Ho Jaise lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Naghma-E-Dil (1991). Charagar Haar Gaya Ho Jaise Ghazal soundtrack was composed by Ustad Ghulam Ali with lyrics written by .

Charagar haar gaya ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise
Ab to marna bhi dawa ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise jaise

bharatlyrics.com

Mujhse bichhada tha
Wo pahale bhi magar
Mujhse bichhada tha
Wo pahale bhi magar
Abke yeh zakhm naya ho jaise
Abke yeh zakhm naya ho jaise
Abke yeh zakhm naya ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise jaise

Mere mathe pe tere pyar ka hath
Mere mathe pe tere pyar ka hath
Ruh par dast e saba ho jaise
Ruh par dast e saba ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise jaise

Yun bahut has ke mila tha lekin
Yun bahut has ke mila tha lekin
Dil hi dil mein wo khafa ho jaise
Dil hi dil mein wo khafa ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise
Ab to marna bhi dawa ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise
Charagar haar gaya ho jaise jaise.

Charagar Haar Gaya Ho Jaise Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download