Ek Nagma Ek Tara Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Ek Nagma Ek Tara lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Naghma-E-Dil (1991). The music of Ek Nagma Ek Tara Ghazal track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by .

Ek nagma ek tara
Ek nagma ek tara
Ek guncha ek jaam
Ek nagma ek tara
Ek guncha ek jaam
Aye gham e dauran
Gham e dauran tujhe mera salam
Ek nagma ek tara ek guncha ek jaam

Zulf awara gareban
Chak gabharayi nazar
Zulf awara gareban
Chak gabharayi nazar
In dino ye hai jahan mein
Zidgani ka nizam
In dino ye hai jahan mein
Zidgani ka nizam
Aye gham e dauran
Gham e dauran
Tujhe mera salam
Ek nagma ek tara
Ek guncha ek jaam

Chand tare tut kar daman
Mein mere aa gire
Chand tare tut kar daman
Mein mere aa gire
Maine puchha tha sitaro se
Tere gham ka maqam
Maine puchha tha sitaro se
Tere gham ka maqam
Aye gham e dauran
Gham e dauran tujhe mera salam
Ek nagma ek tara ek guncha ek jaam

Pad gayi pairahan e subah
E chaman par salawate
Pad gayi pairahan e subah
E chaman par salawate
Yaad aa kar rah gayi hai
Bekhudi ki ek sham
Yaad aa kar rah gayi hai
Bekhudi ki ek sham
Aye gham e dauran
Gham e dauran tujhe mera salam
Ek nagma ek tara ek guncha ek jaam

bharatlyrics.com

Teri ismat ho ke ho
Mere hunar ki chandani
Teri ismat ho ke ho
Mere hunar ki chandani
Waqt ke bazar mein
Har cheez ke lagate hai daam
Waqt ke bazar mein
Har cheez ke lagate hai daam
Aye gham e dauran
Gham e dauran tujhe mera salam
Ek nagma ek tara ek guncha ek jaam
Aye gham e dauran
Gham e dauran tujhe mera salam
Ek nagma ek tara ek guncha ek jaam.

Ek Nagma Ek Tara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download