Aaj To Janeman Lyrics - Alisha Chinai

Aaj To Janeman lyrics, the song is sung by Alisha Chinai from Meena Bazar (1991). The music of Aaj To Janeman Romantic track is composed by Naresh Sharma while the lyrics are penned by Sameer.

Aaj to janeman sulagta hai
Mera badan
Aaj to janeman sulagta hai
Mera badan
Jismein ho deewana pan
Chhule aake gora tan
Jisme ho deeweana pan
Chhule aake gora tan
Masti ka hai har ek pal
Rat na jaye tal
Aaj to janeman sulagta hai
Mera badan

Baat hai baat mein
Shbnmi raat mein
Ye jo parda hai
Kya hai parde mein
Ye jo parda hai
Kya hai parde mein
Raj kholu jo main hosh ud jaye
Shok adaye pagla pan
Lelo dil ki har dhadkan
Ang ang tute ruk chanchal
Raat na jaye tal
Aaj to janeman sulagta hai
Mera badan

bharatlyrics.com

Julf hai reshmi
Kar mujhpe yakin
Ye jo aanchal hai
Kya hai aanchal mein
Ye jo aanchal hai
Kya hai aanchal mein
Agar dikha du main
Sab machal jaye
Sanso mein hai ek uljhan
Ek uljhan mein so uljhan
Lipti jaye hai mal mal
Raat na jaye tal
Aaj to janeman sulagta hai
Mera badan

Pyar ki dasta
Kar rahi hu bayan
Ye jo aankhe hai
Ye jo palke hai
Ye jo aankhe hai
Ye jo palke hai
Jinki kismat mein ho
Wo sawar jaye
Jisme ho deewana pan
Chhule aake gora tan
Masti ka hai har ek pal
Raat na jaye tal
Aaj to janeman sulagta hai
Mera badan.

Aaj To Janeman Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *