Aakhen Khul Jati Hai Lyrics - Talat Aziz

Aakhen Khul Jati Hai lyrics, the song is sung by Talat Aziz from Khushnuma (2003). Aakhen Khul Jati Hai Ghazal soundtrack was composed by Talat Aziz with lyrics written by Nusrat Badr.

Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai

Khwab to khwab hai har subha bikhar jaata hai

Zard padte hain nahi gham ke hare yeh patte

Jitna badhata hai mera dard nikhar jaata hai
Jitna badhata hai mera dard nikhar jaata hai
Khwab to khwab hai har subha bikhar jaata hai
Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai

Meri aankho se nikal kar mera har ek aansu

Teri palko pe jo girta hai sawar jaata hai
Teri palko pe jo girta hai sawar jaata hai
Khwab to khwab hai har subha bikhar jaata hai
Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai

bharatlyrics.com

Tu achanak se kabhi samne a jaata hai
Tu achanak se kabhi samne a jaata hai
Saanse ruk jaati hai aur dil bhi thehr jaata hai
Saanse ruk jaati hai aur dil bhi thehr jaata hai
Khwab to khwab hai har subha bikhar jaata hai
Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai
Aakhen khul jati hai aur tera asar jaata hai.

Aakhen Khul Jati Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download