Main Tumhen Dekhkar Lyrics - Talat Aziz

Main Tumhen Dekhkar lyrics, the song is sung by Talat Aziz from Khushnuma (2003). The music of Main Tumhen Dekhkar Ghazal track is composed by Talat Aziz while the lyrics are penned by Nusrat Badr.

Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Kis jahan ke ho tum sochta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Kis jahan ke ho tum sochta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya

Tum ho meri ghazal tum mera kamal
Sirf tum hi to ho chandni ka badan
Tum ho meri ghazal tum mera kamal
Sirf tum hi to ho chandni ka badan
Main tanha hun yaha chhup gaye tum kaha
Main tumhe har taraf dhundhta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya

Shaam dhalne lagi khwab sajne lage
Teri aahat mili mujh ko palko tale
Shaam dhalne lagi khwab sajne lage
Teri aahat mili mujh ko palko tale
Yeh jahan wo jahan mil gaya hai yaha
Main tumhe tumse mangata reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Kis jahan ke ho tum sochta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya

bharatlyrics.com

Honth khamosh ho aankhe dil ki kahe
Koi wada na ho phir bhi mil ke rahe
Honth khamosh ho aankhe dil ki kahe
Koi wada na ho phir bhi mil ke rahe
Teri aankho mein ho ab mera aashiyaa
Raat soch jo yeh jaagta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Kis jahan ke ho tum sochta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya
Main tumhen dekhkar dekhta reh gaya.

Main Tumhen Dekhkar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download