Taza Hawa Ka Jhoka Aaya Lyrics - Talat Aziz

Taza Hawa Ka Jhoka Aaya lyrics, the song is sung by Talat Aziz from Khushnuma (2003). Taza Hawa Ka Jhoka Aaya Ghazal soundtrack was composed by Talat Aziz with lyrics written by Nusrat Badr.

Taza hawa ka jhoka aaya
Lekin aaya dheere dheere
Taza hawa ka jhoka aaya
Lekin aaya dheere dheere
Khoosbu uski sath mein laya
Khoosbu uski sath mein laya
Lekin laya dheere dheere
Taza hawa ka jhoka aaya
Lekin aaya dheere dheere

Main yeh smajah bhul gaya hun
Shayad usko ab dil se
Main yeh smajah bhul gaya hun
Shayad usko ab dil se
Yaad phir bhi wo hai chhaya
Lekin chhaya dheere dheere
Yaad phir bhi wo hai chhaya
Lekin chhaya dheere dheere
Khoosbu uski sath mein laya
Lekin laya dheere dheere
Taza hawa ka jhoka aaya
Lekin aaya dheere dheere

bharatlyrics.com

Pyaar wafa yeh rishte naate
Ret ke kaache ghar nikale
Pyaar wafa yeh rishte naate
Ret ke kaache ghar nikale
Jo bhi aaya usne khaya
Lekin khaya dheere dheere
Jo bhi aaya usne khaya
Lekin khaya dheere dheere
Khoosbu uski sath mein laya
Lekin laya dheere dheere
Taza hawa ka jhoka aaya
Lekin aaya dheere dheere

Dard kasak gham aansu aahe
Din aur raat tadapna nusrat
Dard kasak gham aansu aahe
Din aur raat tadapna nusrat
Hamne sab kuchh tumse paya
Lekin paaya dheere dheere
Hamne sab kuchh tumse paya
Lekin paaya dheere dheere
Khoosbu uski sath mein laya
Lekin laya dheere dheere
Taza hawa ka jhoka aaya
Lekin aaya dheere dheere
Lekin aaya dheere dheere.

Taza Hawa Ka Jhoka Aaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download