Aana Nahi Lyrics - Amaal Mallik, Armaan Malik

Aana Nahi lyrics, the song is sung by Amaal Mallik, Armaan Malik from W (2014). The music of Aana Nahi Sad track is composed by Daboo Malik while the lyrics are penned by Daboo Malik.

Bewajaah mujhe dhoka diya
Mitta diya bewajaah
Kyun ab chup chaap hain
Tu mujhko de batta
De de mera dil mujhe
Ab aur na satta
Aana nahi tu ab kabhi
Aana nahi tu ab kabhi

Seene mein jo jaahil dil hain
Ye to khud ka hi kaatil hain
Tu bewafa hain ye jaanta hain
Phir kyun na jaane
Tujhe chahata hain
Aana nahi tu ab kabhi
Aana nahi tu ab kabhi

bharatlyrics.com

Mar na chahoon mar na paaun
Kesi mushibat hain
Main kyaa bataun
Dard de aansu
Kehate hain ye
Tujhko inn mein
Main duba doon
Aana nahi tu ab kabhi
Aana nahi tu ab kabhi.

Aana Nahi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download